Aye mohabbat tere jaha me
Gum ke siwa kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Meri khata haye kahti hai unko
Unki khata kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi
Dil se kaha tha mohabbat na karna
Mohabbat na karna
Dil se kaha tha mohabbat na karna
Mohabbat na karna
O dil ka jadu tujhko milega
Aisi saja kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Aye mohabbat tere jaha me
Gum ke siwa kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Darde judai mujhe dene wale
Mujhe dene wale
Darde judai mujhe dene wale
Mujhe dene wale
Is tute dil ka kismat se shikwa
Tujhse gila kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Aye mohabbat tere jaha me
Gum ke siwa kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Barbad mai hu tu shad rahna
Tu shad rahna
Barbad mai hu tu shad rahna
Tu shad rahna
Bas de rahi hai tujhko dua ye
Iske siwa kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Aye mohabbat tere jaha me
Gum ke siwa kuch bhi nahi kuch bhi nahi

