Raasta bhi hasi
Humsafar bhi hasi
Ab kahin kho bhi jaye
To kuch gham nahi
Raasta bhi hasi
Humsafar bhi hasi
Ab kahin kho bhi jaye
To kuch gham nahi
Raasta bhi hasi
Jaag utha hai
Sare raah soya nasib
Koi baitha hai dil ke kuch itna karib
Aisa lagta hai dil aaj tanha nahi
Raasta bhi hasi
Humsafar bhi hasi
Ab kahin kho bhi jaye
To kuch gham nahi
Raasta bhi hasi
Sone chandi ki hoti hai puja yaha
Aaj bhi dil ka hota hai sauda yaha
Ye jhandum hai ae dost duniya nahi
Raasta bhi hasi
Humsafar bhi hasi
Ab kahin kho bhi jaye
To kuch gham nahi
Raasta bhi hasi
Kaun sunta hai
Kiski yaha daasta
Kaun samjhega majruh dil ki jaba
Aap mujhko na samjhe to shikwa nahi
Raasta bhi hasi
Humsafar bhi hasi
Ab kahin kho bhi jaye
To kuch gham nahi
Raasta bhi hasi
Humsafar bhi hasi
Ab kahin kho bhi jaye
To kuch gham nahi
Raasta bhi hasi

