Khuda Khair Kare Lyrics | Salaam-e-mohabbat | Sudha Malhotra | Bipin Babul

Khuda Khair Kare Lyrics | Salaam-e-mohabbat | Sudha Malhotra | Bipin Babul

Khuda khair kare
Aaye zanzeer ki jhankar khuda khair kare
Dil hua kiska giraftaar khuda khair kare
Aaye zanzeer ki jhankar

Jaane ye kaun meri ruh ko chukar guzara
Jaane ye kaun
Jaane ye kaun meri ruh ko chukar guzara
Ek qyamat hui bedaar ek qyamat hui bedaar
Khuda khair kare

Lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai
Lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai
Ek chamakti hui talwaar khuda khair kare
Aaye zanzeer ki jhankar khuda khair kare
Dil hua kiska giraftaar khuda khair kare
Aaye zanzeer ki jhankar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *