Duniya Ke Maze Le Le Lyrics | Hazar Pariyan | Lachhiram Tamar, K Narayana Rao

Duniya ke maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

Duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai
Duniya ke maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai
Duniya ko laat maro duniya salam kre
Duniya ko laat maro duniya salam kre
Jhuk jhuk salam kre mur mur salam kre piche piche salam kre
Kabhi namste ji to kabhi ram ram kre
Kabhi namste ji to kabhi ram ram kre
Duniya ke bap ho tum
Duniya ke bap ho tum duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai
Duniya ke maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

Duniya se droge to duniya dwayegi
Duniya se droge to duniya dwayegi
Aankhe dikhayehi row jamayegi hasi udayegi
Chen na lene degi jaan hilayegi
Chen na lene degi jaan hilayegi
Taan ke sina chlo
Taan ke sina chlo duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai
Duniya ke maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

Duniya ke jitne nazare tumhare hai ji
Duniya ke jitne nazare tumhare hai
Ye ful tumhare hai sitare tumhare hai
Chanda tumhara hai chandniya tumhari hai
Chanda tumhara hai chandniya tumhari hai
Duniya ke maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai
Duniya ke maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *