Guncha Hai Lyrics | Mujhe Kucch Kehna Hai | K. K. | Anu Malik

Guncha Hai Lyrics | Mujhe Kucch Kehna Hai | K. K. | Anu Malik

Guncha hai gul hai mausam mein bahar hai
Sab aa chuke hai tera intezaar hai
Aaja aaja aaja
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai

La la la

Meri aankhon mein dilbar tera chehra chuppa hai
Maine dhadkano pe naam tera likha hai
Dhundta hoon bahane tu kahin to mile
Jaaneman aashiqi ke ho shuru silsile
Aaja aaja aaja
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai

Apni deewaangi ko mein chupata raha
Dard-e-dil ko hamesha main dabaata raha
Chain lene na deti beqarari meri
Hosh mein rehne na de ab khumari teri
Aaja aaja aaja
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai
Mujhe kuch kehna hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *