Tujhe us se mohabbat hai bikul
Tujhe us ki jarurat hai kyu nahi
Wo tham ke hath kisika nabje ginta hai
Dharkan sunta hoga kitni herat hai
Wo aesa nahi hai bewafa nahi hai
Har sans meri uski ibadat hai
Mujhe us se mohabbat hai achha
Shikwa na sikayat o aesi
Auro ke dil par marhum wo rakhta hai kyu
Ha rakhta hai
Auro ka har gam wo kam karta hai hai na
Karta hai
Fir tujhse dur rehkar wo kyu tarpata tujhko
Kyu tarsata hai tujhko aesi chahat hai
Ho jab bhi dur hai samjho majbur hai
Usko paya achhi kismat hai
Chahe dur bhle hi ho ha to
Mere dil ke pas hai wo achha thik hai
Chhod ke tanha rato ko jata hai hai na
Ha jata hai
Kabhi kabhi to pichhle pehar aata hai
To kay
Vijit ka leke bahana wo bahar raat gujare
Aur tu ginti hai taare kya ye sarafat hai
Wo dil ka nek hai lakho me ek hai
Auro ko bhi uski jarurat hai
Kam apna wo karta hai ha karta hai
Ek mujh pe marta hai are kya baat keh di
Khud ko dikhane aaye hai sundar wala
Aati hai
Sine par rakh deta hai aala
To kya
Aage tere auro ka rup rang wo jache
Ang ang wo janche tu kaisi aorat hai
Wo mera pyar hai mujhe atwar hai sare shahar me
Uska sohrat hai
Wo jaan bachata hai mera maan banata hai
Mujhe us se mohabbat hai

