Kabhi Phoolon Kee Tarah Lyrics | Chalta Hai Yaar | Udit Narayan | Kamlesh Bhadkamkar

Kabhi phoolo ki tarah kabhi rango ki tarah
Jis najar se bhi dekho duniya rangeen hai

Pyara pyara ambar pyari zameen hai
Duniya rangeen hai duniya rangeen hai duniya rangeen hai

Suraj se mile sone ki kiran
Mahkaye aalam pyari ye pavan
Suraj se mile sone ki kiran
Mahkaye aalam pyari ye pavan
Raat mein chhupa raat mein chhupa
Kal ka jivan hain duniya rangeen hai
Duniya rangeen hai duniya rangeen hai duniya rangeen hai
Kabhi phoolo ki tarah kabhi rango ki tarah
Jis najar se bhi dekho duniya rangeen hai

Aankho mein sajaye hai sare sapne
Poore ho jaye ek din ye apne
Aankho mein sajaye hai sare sapne
Poore ho jaye ek din ye apne
Kuch khatte kuch mithe kuch namkin hai
Duniya rangeen hai duniya rangeen hai duniya rangeen hai
Kabhi phoolo ki tarah kabhi rango ki tarah
Jis najar se bhi dekho duniya rangeen hai
Pyara pyara ambar pyari zameen hai
Duniya rangeen hai duniya rangeen hai duniya rangeen hai
Kabhi phoolo ki tarah kabhi rango ki tarah
Jis najar se bhi dekho duniya rangeen hai
Duniya rangeen hai duniya rangeen hai duniya rangeen hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *