Prem Ka Hai Is Jag Me Panth Nirala Lyrics | President | Pahadi Saanyal, Kundan Lal Saigal | Pankaj Mullick, R C Boral

Prem Ka Hai Is Jag Me Panth Nirala Lyrics | President | Pahadi Saanyal, Kundan Lal Saigal | Pankaj Mullick, R C Boral

Prem ka hai is jag me panth nirala
Prem to hai duniya me karan dukh ka
Premi ko hota hai anubhav sukh ka
Sital pawan hai us ko prem ki jwala
Sital pawan hai us ko prem ki jwala
Prem ka hai is jag me panth nirala

Prem japan ki jag me rit hai nyari
Asivam le man ko par prem pujari
Ro ro kar japta hai prem ki mala
Ro ro kar japta hai prem ki mala
Prem ka hai is jag me panth nirala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *