Oh Jaaniya – II Lyrics | Wedding Pullav | Shreya Ghoshal, Arijit Singh | Salim Sulaiman

Oh Jaaniya – II Lyrics | Wedding Pullav | Shreya Ghoshal, Arijit Singh | Salim Sulaiman

Soch me hun jara ye kya ho gaya
Lag raha hai mujhe sab naya naya
O janiya hal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai tune mujhe kya kar diya
Chhid gaya aap hi tu wo saaj hai
Khul gaya aap hi tu wo raaj hai
O jaaniya hal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai tune mujhe kya kar diya

Jaise hontho par halki si aai hansi lekin
Aankhe ye gili ho tu hai wo aansu jaaniya
O o wase nadan hun hairan hun thoda pareshan hun
Samjhau kaya khud ko hans du ya ro du jaaniya
Jagi in khawaisho ko kaise main sulaun jaaniya
Han han jo bhi ho raha hai kaise main chhupau
O jaaniya hal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai tune mujhe kya kar diya
O jaaniya hal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai tune mujhe kya kar diya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *