Namo Namo Lyrics | Mera Swachh Bharat | Raju Srivastava | Ram Shankar

Namo Namo Lyrics | Mera Swachh Bharat | Raju Srivastava | Ram Shankar

Namo namo namh namo namo
Namo namo namh namo namo
Dam dam laga ke jor hayiya
Savchh karo bharat lagega na rupya
Namo namo namh namo namo
Namo namo namh namo namo
Dam dam laga ke jor hayiya
Savchh karo bharat lagega na rupya
Modi ji ka sapna hai
Ye bharat bhi to apna hai
Aao milkar hath bataao kahte hai raju bhaiya

Apne apne chhetar se shuru karo ye kam
Na socho duniya kya kahengi kya hoga anjam
Apne apne chhetar se shuru karo ye kam
Na socho duniya kya kahengi kya hoga anjam
Modi ji ka sapna hai
Ye bharat bhi to apna hai
Aao milkar hath bataao kahte hai raju bhaiya

Man mein ye ab than le gandi na karenge
Khud bhi saf safai karenge auro se bhi kahenge
Man mein ye ab than le gandi na karenge
Khud bhi saf safai karenge auro se bhi kahenge
Modi ji ka sapna hai
Ye bharat bhi to apna hai
Aao milkar hath bataao kahte hai raju bhaiya
Dam dam laga ke jor hayiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *