Dekho Aai Basant Bahar Lyrics | Jadoo Nagri | Lata Mangeshkar | S N Tripathi

Dekho aayi basant bahar dekho aayi basant bahar
Ke jiya mora tum ko pukare hai o sajna
Jiya mora tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Dekho aayi basant bahar

Kari kari badariya chayi hai kari kari badariya chayi hai
Aaj man ki kali muskayi hai ye to pritam sandesha layi hai
Layi hai layi hai dekho aayi basant bahar
Ke jiya mora tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Dekho aayi basant bahar

Thandi thandi pawan ki mastiya thandi thandi pawan ki mastiya
Mere dil pe chalaye barchiya dar lage jo chamke bijliya
Bijliya bijliya dekho aayi basant bahar
Ke jiya mora tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Dekho aayi basant bahar dekho aayi basant bahar
Ke jiya mora tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Jiya tum ko pukare hai o sajna
Dekho aayi basant bahar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *