Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana Ye Khel Kitna Pyara Hai Lyrics | Jhutha Sach | Asha Bhosle, Priya, Preeti Sagar, Kishore Kumar | R D Burman

Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana Ye Khel Kitna Pyara Hai Lyrics | Jhutha Sach | Asha Bhosle, Priya, Preeti Sagar, Kishore Kumar | R D Burman

Kisi ko khona kisi ko pana kisi ko khona kisi ko pana
Ye khel kitna pyara hai kisi ko khona kisi ko pana
Ye khel kitna pyara hai mil gaya mil gaya dhunde jisko dil
Chor pakda gaya chor pakda gaya

Kisi ko khona kisi ko pana ye khel kitna pyara hai
Kisi ko khona kisi ko pana ye khel kitna pyara hai
Mil gaya mil gaya dhunde jisko dil chor pakda gaya chor
Pakda gaya

Saikdo jatan se tum to mile kyu nahi laga lu chum le gale
Saikdo jatan se tum to mile kyu nahi laga lu chum le gale
Kitna khush hai dekho aaj dil chor pakda gaya chor pakda gaya
Roz mummy tum sang khelenge hum kabhi papa ko saath na lenge
Roz mummy tum sang khelenge hum kabhi papa ko sath na lenge
Tum hi sang ab lagta hai ye dil chor pakda gaya chor pakda gaya

Sath mai bhi khelta par kya karu pyar se bhi tumko chu nahi pau
Khush raho tum pyaro mere bina dukh diya jo maine maf kar dena
Kya kahu kitna roye mera dilchor pakda gaya chor pakda gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *