Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
Ya salam tu karega
Ya salam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
Ha tune khel dikhaye bade
Ham dekha kiye chup chap khade
Ye dushmani bahut purani hain
Teri julm ki ye wo kahani hain
Aagaj tune kiya tha
Anjaam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
De tujhko saja ya maaf kare
Kya bol tera insaaf kare
Tune jo jaal bichhaye hain
Wo sab ham tod ke aaye hain
Tere naam ko mita ke
Ab naam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
Ya salam tu karega
Ya salam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge
Wo kaam tune kiya tha
Ye kaam ham karenge

