Aaya Rey Aaya Mara Piya Ghar Aaya Lyrics | Dor | Salim Sulaiman

Aaya Rey Aaya Mara Piya Ghar Aaya Lyrics | Dor | Salim Sulaiman

Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Ho maare aangna me man mara nache re
Ke piya ghar aaya re
Ho maare aangna me man mara nache re
Ke piya ghar aaya re
Ho mai to ho gayi ho gayi bawariya re
Ke piya ghar aaya re

Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya

Saj dhaj ke mai darpan dekhu
Khud ki najar utaaru re
Saj dhaj ke mai darpan dekhu
Khud ki najar utaaru re
Chhat pe bethi sajna teri
Pal pal rah niharu re
Ho meri gali me
Ho meri gali me
Meri gali me ye shor macha re
Ke piya ghar aaya re
Ho maare aangna me man mara nache re
Ke piya ghar aaya re
Ho maare aangna me man mara nache re
Ke piya ghar aaya re

Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya

Sajan aaya ae sakhi mai kaai manvar karu
Thaaal bharu gaj motiya
Upan nain dharu

Sawan ki rimjhim ye bole
Milan ki rut ab aayi re
Sawan ki rimjhim ye bole
Milan ki rut ab aayi re
Shaam dhale kholega ghunghata
Soch ke main sharmayi re
Ho chanda jake tu
Ho chanda jake tu
Ho chanda jake kahi pe tu chhup ja re
Ke piya ghar aaya re
Ho maare aangna me man mara nache re
Ke piya ghar aaya re
Ho maare aangna me man mara nache re
Ke piya ghar aaya re
Ho mai to ho gayi ho gayi bawariya re
Ke piya ghar aaya re

Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya
Aaya re aaya mara piya ghar aaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *