Intezar Ka Aalam Tanhayi Aur Hum Lyrics | Shera Daku | Lata Mangeshkar | Ganesh

Intezar Ka Aalam Tanhayi Aur Hum Lyrics | Shera Daku | Lata Mangeshkar | Ganesh

Intzar ka aalam tanhayi aur hum
Hone laga dard jawa
Ham hai yaha tu hai kaha aaja aaja
Intzar ka aalam tanhayi aur hum
Hone laga dard jawa
Hum hai yaha tu hai kaha
Aaja aaja intzar ka aalam

Nazar pathar se takrai palat ke har sada aayi
Mujhe diwana kar degi ye khamoshi ye tanhayi
Milta nahi tera nisha hum hai yaha tu hai kaha
Aaja aaja intzar ka aalam

Tujhe dil ne pukara hai ke tu dil ka sahara hai
Tere kadmo me mar jana mujhe jeene se pyara hai
Chhane laga gum ka sama hum hai yaha tu hai kaha
Aaja aaja intzar ka aalam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *