Aaj Sar E Mehfil Ikraar Karte Hai Lyrics | Laila | Lata Mangeshkar | Usha Khanna

Aaj Sar E Mehfil Ikraar Karte Hai Lyrics | Laila | Lata Mangeshkar | Usha Khanna

Nighe niche kiye sar jhukaye baithe hai
Yahi to hai jo mera dil mera dil mera dil
Churaye baithe hai aaj sare mahfil ikrar karte hai
Aaj sare mahfil ikrar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Aaj sare mahfil ikrar karte hai
Aaj sare mahfil ikrar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai

Pyar karne wale dare na darenge pyar karne wale
Pyar karne wale dare na darenge
Mohabbat ki hkatir to haske marenge
Mohabbat ki hkatir to haske marenge
Aaj ye alan aaj ye alan sarkar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai

Laila ki arzu hai jara muskuraiye
Laila ki arzu hai jara muskuraiye
Chodiye sharam to mere pas aayiye
Chodiye sharam to mere pas aayiye
Aapne huzur
Aapne huzur bakhud dar darte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai

Hum hai garib hamne muh na modiye
Ye dil khuda ka ghar hai ye dil na todiye
Dariye khuda se
Dariye khuda se khabardar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Aaj sare mahfil ikrar karte hai
Aaj sare mahfil ikrar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai
Ke hum to inhi se pyar karte hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *