Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La Lyrics | Ecstasies (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La Lyrics | Ecstasies (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Jawan hai raat sakiya sharab la sharab la
Zara si pyaas to bujha sharab la sharab la

Tere shabab par sada karam rahe bahaar ka
Tujhe lage meri dua sharab la sharab la

Yaha koi na ji saka na ji sakega hosh me
Mitaa de naam hosh ka sharab la sharab la

Tera bada hi shukriya pilaaye ja pilaye ja
Na zikr kar hisaab ka sharab la sharab la

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *