Hame Ab Ye Jina Ghawara Nahi Hai Lyrics | Khel | G. M. Durrani | Sajjad Hussain

Hume ab ye jeena gawara nahi hai
Hume ab ye jeena gawara nahi hai
Ke duniya me koi humara nahi hai
Ke duniya me koi humara nahi hai

Bahut unko chaha ke apna banaye
Apna banaye
Bahut unko chah ke apna banaye
Apna banaye
Mukaddar ko lekin gawara nahi hai
Hume ab ye jeena gawara nahi hai
Ke duniya me koi humara nahi hai

Mohabbat me aisa koi din na gujra
Mohabbat me aisa koi din na gujra
Jise humne ro kar gujara nahi hai
Hume ab ye jeena gawara nahi hai
Ke duniya me koi humara nahi hai

Na kyu jaan de de wo kismat ka mara
Kismat ka mara
Na kyu jaan de de wo kismat ka mara
Kismat ka mara
Zamane me jiska sahara nahi hai
Hume ab ye jeena gawara nahi hai
Ke duniya me koi humara nahi hai
Ke duniya me koi humara nahi hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *