Bhiga hua daman hai
To aankho me hai pani
Dunia ise kahti hai
Garibo ki kahani
Garibo ki kahani
Bhiga hua daman hai
To aankho me hai pani
Dunia ise kahti hai
Garibo ki kahani
Garibo ki kahani
Aasu to nikalte hai
Nikalte nahi arman
Nikalte nahi arman
Aasu to nikalte hai
Nikalte nahi arman
Nikalte nahi arman
Kyu tune hame de di
Garibi me jawani
Dunia ise kahti hai
Garibo ki kahani
Garibo ki kahani
Chehro pe dikhave ki hasi nichi nigahe
Nichi nigahe
Chehro pe dikhave ki hasi nichi nigahe
Nichi nigahe
Ek ye bhi hai dukh dard ke
Maro ki nishani
Dunia ise kahti hai
Garibo ki kahani
Garibo ki kahani
Mai bhi hu usi baag ki
Roti hui bulbul
Roti hui bulbul
Mai bhi hu usi baag ki
Roti hui bulbul
Roti hui bulbul
Jis baag me hasne ko
Tarsti hai jawani
Dunia ise kahti hai
Garibo ki kahani
Garibo ki kahani
Bhiga hua daman hai
To aankho me hai pani
Dunia ise kahti hai
Garibo ki kahani
Garibo ki kahani

