Sune Zamane Ke Taane Lyrics | Subah Ka Tara | Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra

Sune Zamane Ke Taane Lyrics | Subah Ka Tara | Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra

Aa sune zamane ke tane
Hazaro julm sahe
Na haal kah sake apana
Tadap tadap ke rhe
Na sans lene ki mohalat
Na sar utahne ki
Na sans lene ki mohalat
Aji na sar utahne ki
Mitake chhodengi gardish hame jamane ki
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya
Yun hi huye tera intejar nahi

Aa aa tadpti mauj ko
Milta kabhi karar nahi
Nasib hi me hamare
Kabhi bahar nahi
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye

Udake le gayi wo bhi
Hawa jamane ki
Udake le gayi wo bhi
Hawa jamane ki
Jara si khak jo
Baki thi ashiyane ki
Hamari laash pe aana
To dhank lena muh
Agar jo kuchh aur nahi rasm hain jamane ki
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye
Yun hi huye badnaam
Sanwariya tere liye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *