Poori Ho Gayi Man Ki Baat Lyrics | Ek Tha Raja | Lata Mangeshkar | C R Subraman

Poori Ho Gayi Man Ki Baat Lyrics | Ek Tha Raja | Lata Mangeshkar | C R Subraman

Puri ho gayi man ki baat
Puri ho gayi man ki baat
Man ki baat
Puri ho gayi man ki baat
Puri ho gayi man ki baat
Man ki baat

Man kahta tha ek nadi ho
Ek nadi ho
Jisme naav chali jati ho
Naav chali jati ho
Niche phul ho upar taare
Madhmati ho raat
Puri ho gayi man ki baat
Puri ho gayi man ki baat
Man ki baat

Saajan pyar jagane aaya
Man ki pyas bujhane aaya
Saajan pyar jagane aaya
Man ki pyas bujhane aaya
Phir se man ko chain na aaye
Phir se man ko chain na aaye
Aisa ye kamjaat
Puri ho gayi man ki baat
Puri ho gayi man ki baat
Man ki baat

Saajan mera hai saajan ki
Aaj ki raat hai raat milan ki
Saajan mera hai saajan ki
Aaj ki raat hai raat milan ki
Aaj ki raat ko baandh le bijhna
Aaj ki raat ko baandh le bijhna
Aaj ki raat ko baandh le bijhna
Ho na kabhi prabhat
Ho na kabhi prabhat
Ho na kabhi prabhat

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *