Na to Inkaar Kiya, Na To Iqraar Kiya Lyrics | Sunehre Kadam | G. M. Durrani, Sudha Malhotra | Bulo C Rani

Na to Inkaar Kiya, Na To Iqraar Kiya Lyrics | Sunehre Kadam | G. M. Durrani, Sudha Malhotra | Bulo C Rani

Na to inkar kiya na to ikrar kiya
Palke jhukake chupke chupke jiya
Mar diya mar diya ho
Na to inkar kiya na to ikrar kiya
Palke jhukake chupke chupke jiya
Mar diya mar diya ho

Lahk kinara karo chupo na jao daro
Aah bharo na bharo nain mile
Lahk kinara karo chupo na jao daro
Aah bharo na bharo nain mile
Prem jawani mile aag se pani mile
Rup ki rani mile chain mile
Pucha na ji kisi ne gor mukh pe
War diya war diya ho
Na to inkar kiya na to ikrar kiya
Palke jhukake chupke chupke jiya
Mar diya mar diya ho

Aankhe hai jhuki jhuki sanse hai ruki ruki
Tamnna thaki thaki so gayi
Aankhe hai jhuki jhuki sanse hai ruki ruki
Tamnna thaki thaki so gayi
Ham samhje umar kachi dil bola niyat achi
Lekin mohabbat sachi ho gayi
Juth batake sabko apna beda
Par kiya par kiya ho
Na to inkar kiya na to ikrar kiya
Palke jhukake chupke chupke jiya
Mar diya mar diya ho
Na to inkar kiya na to ikrar kiya
Palke jhukake chupke chupke jiya
Mar diya mar diya ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *