Lagi Re Mehandi Saj Gayi Dulhaniya Lyrics | Maqaar | Anwar, Deepmala | Rajesh Roshan

Lagi Re Mehandi Saj Gayi Dulhaniya Lyrics | Maqaar | Anwar, Deepmala | Rajesh Roshan

Lagaa re mehndi saj gayi duhlaniya
Lagaa re mehndi saj gayi duhlaniya
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana
Lagaa re mehndi saj gayi duhlaniya
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana

Kesari rang ka jadoo chala hai
Bani ko aasmaan ne room mila hai
Kesari rang ka jadoo chala hai
Bani ko aasmaan ne room mila hai
Hey re sakhi ri zara darpan dikhana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana

Bani kahi dekho hume bhool na jaana
Sakhi sang beete jo din bhool na jana
Bani kahi dekho hume bhool na jaana
Sakhi sang beete jo din bhool na jana
Likhkar patr hame sab samjhana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana

Dulhe ke kadmo pe phool chadhega
Dulhan ke sapno ka phool khilega
Dono ke pyar ka deep jalana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana

Aaj duaaye yahi hai mere raaja
Khushiyon me dooba rahe tu mere raaja
Aaj duaaye yahi hai mere raaja
Khushiyon me dooba rahe tu mere raaja
Dekha zamaana kare mausam suhana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana
Haye najar lag jaaye na raama
Door piya ke desh hai jaana

Lagaa re mehndi saj gayi duhlaniya

Ghunghat piya ka baliye dheere se kholiyo
Palko ki sheetal chhaiya pawan pe roliyo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *