Zubaan Khaamosh Hoti Hai, Dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gayaa Lyrics | Main Khiladi Tu Anari | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anu Malik

Zubaan Khaamosh Hoti Hai, Dekho Dekho Dekho Mujhe Pyaar Ho Gayaa Lyrics | Main Khiladi Tu Anari | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anu Malik

Zuba khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai
Zuba khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai
Isi pal kaa zamaane me mohabbat naam hota hai
Dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise ikaraar ho gaya

Ye vo ehsaas hai jisko na lafzo ki zarurat hai
Jise paakar lage saara zamaana khubsurat hai
Zamana khubsurat hai
Mohabbat naam hai jiska adaao me dikhaayi de
Teri dhadakan ki har sargam me ye mujhko sunaayi de
Ha ye mujhko sunaayi de
Mere hotho pe jab tere labo kaa jaam hota hai
Mere hotho pe jab tere labo kaa jaam hota hai
Isi pal kaa zamaane me mohabbat naam hota hai
Dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise ikaraar ho gaya
Dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise ikaraar ho gaya

Badal jaate hai sab aasaar jab ye pyaar hota hai
Bina bole hi chaahat kaa hasi izhaar hota hai
Hasi izhaar hota hai
Khayaalo ki hasi vaadi me jab tum gungunaati ho
Meri saanso ki dariya me kayi tufaan laati ho
Kayi tufaan laati ho
Bahut bechainiyo me bhi bada aaraam hota hai
Bahut bechainiyo me bhi bada aaraam hota hai
Isi pal ka zamaane me mohabbat naam hota hai
Dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise ikaraar ho gaya

Zuba khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai
Zuba khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai
Isi pal kaa zamaane me mohabbat naam hota hai
Dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise ikaraar ho gaya
Dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise ikaraar ho gaya
Dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya
Jaane kab kaise ikaraar ho gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *