Kal Ho Na Ho Jahan Me Ye Chand Ye Sitare Lyrics | Mazloom | Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar | Laxmikant Pyarelal

Kal Ho Na Ho Jahan Me Ye Chand Ye Sitare Lyrics | Mazloom | Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar | Laxmikant Pyarelal

Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare
Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare
Hum jeete ji tumhare aur marke bhi tumhare
Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare
Hum jeete ji tumhare aur marke bhi tumhare
Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare

Sau bar chahe badle
Dastur jindgi ka sau bar chahe badle
Dastur jindgi ka ab mere liye rahega
Mausam mausam yahi khushi ka
Har pal java rahenge aanko me ye najare
Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare

Is pyar ke liye hum har pal jiye marenge
Is pyar ke liye hum har pal jiye marenge
Hum khoon bhi pila kar isko javaa karenge
Ik raat hum krenge jo bas me hai humare
Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare
Hum dur bhi huye to najdikiya hai itni
Hum dur bhi huye to najdikiya hai itni
Tere dil ki dadkane hai mere dil ki paas jitni
Ya dur dur jaise dariya ke kinare

Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare
Hum jeete ji tumhare aur marke bhi tumhare
Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare
Kal ho na ho jaha me ye chand ye sitare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *