Tum Zindagi Ko Gam Kaa Lyrics | Dopatta | Noor Jehan | Firoz Nizami

Tum Zindagi Ko Gam Kaa Lyrics | Dopatta | Noor Jehan | Firoz Nizami

Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itnzaar ki duniyaa basaa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itnzaar ki duniyaa basaa gaye

Tum the ki mere pyaar ki duniyaa basi hui
Tum the ki mere pyaar ki duniyaa basi hui
O o
Tum the ki zindagi ke adhere me roshani
Tum kyaa gaye charaag-e-mohabbat bujhaa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itnzaar ki duniyaa basaa gaye

Duniyaa ujad gayi mere sabr-o-karaar ki
Duniyaa ujad gayi mere sabr-no-karaar ki
O o
Ro ro ke raat kaatti hun itnzaar ki
Jab chaand par nazar padi tum yaad aa gaye
Tum zindagi ko gam kaa
Tum zindagi ko gam kaa
Fasaana banaa gaye
Aankho me itnzaar ki duniyaa basaa gaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *