Aansu Chhupaaye Aankh Mein Kun-E-Jigar Piya Karun Lyrics | Hamare Gam Se Mat Khelo | Talat Mahmood | Jaidev

Aansu Chhupaaye Aankh Mein Kun-E-Jigar Piya Karun Lyrics | Hamare Gam Se Mat Khelo | Talat Mahmood | Jaidev

Aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun
Aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun
Aahon bhare jahaan mein
Aahon bhare jahaan mein
Majbur main jiya karun
Aansu chhupaaye aankh mein

Jalta hua chiraag hun par ab vo roshni kaha
Jalta hua chiraag hun par ab vo roshni kaha
Jo aandhiyo mein raat bhar
Jo aandhiyo mein raat bhar
Roshan jaha kiya karun
Aansu chhupaaye aankh mein

Manzil ki chaah mein meri raahein badal-badal gayi
Manzil ki chaah mein meri raahein badal-badal gayi
Har mod par ruka-ruka
Har mod par ruka-ruka
Kud se gile kiya karun
Aansu chhupaaye aankh mein kun-e-jigar piya karun
Aahon bhare jahaan mein
Majbur main jiya karun
Aansu chhupaaye aankh mein

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *