Kahi Ho Na Muhalle Me Lyrics | Chowki No. 11 | Shobha Gurtu | Sonik Omi

Kahi Ho Na Muhalle Me Lyrics | Chowki No. 11 | Shobha Gurtu | Sonik Omi

Kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana
Kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana
Daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana
Daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana
Kivdiya na khatkana

Jab se bihayi tab se na aayi ek bhi raat suhani
Jab se bihayi tab se na aayi ek bhi raat suhani
Pihu gai pardesh kamane
Pihu gai pardesh kamane suni chhod javani
Royi rat rat
Roye rat rat chunri ka palla
Ghunghatva utha jana
Roye rat rat chunri ka palla
Ghunghatva utha jana
Kivdiya na khatkana

Pichli raat padosi ke ghar laal jale jab batti
Pichli raat padosi ke ghar laal jale jab batti
Khidki ke parde par dekhu
Dekhu meri daiya
Ha dekhu meri daiya
Khidki ke parde par dekhu
Chhayayein do milti
Jiya karta hai
Jiya karta hai
Zor se chillaana bachana mujhe bacha na
Jiya karta hai
Zor se chillaana bachana mujhe bacha na
Kahi ho na mohalle me halla
Kivdiya na khatkana
Kivdiya na khatkana

Savan sukha fagun fika
Holi na diwaali
Savan sukha fagun fika
Holi na diwaali
Sakhiyo ke ghar kaga bole
Kaga bole kaga bole
Sakhiyo ke ghar kaga bole
Yaha pe billi kaali
Mai to funk funk
Mai to funk funk
Haari re chulha
Sabr kab tak uthana
Mai to funk funk
Haari re chulha
Sabr kab tak uthana
Kivdiya na khatkana

Aaga tala pichhe tala band sabhi darwaaje
Aaga tala pichhe tala band sabhi darwaaje
Chabi mere pas nahi hai payalia jab baje
Payalia jab baje rama payalia jab baje
Chabi mere pas nahi hai payalia jab baje
Jis khidki ka
Jis khidki ka parda lage khulla
Usi se tum aa jana
Jis khidki ka parda lage khulla
Usi se tum aa jana
Kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana
Daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana
Kivdiya na khatkana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *