Kya paata kab kaha se maregi zindagi
Kya paata kab kaha se maregi zindagi
Bas ke main zindagi se darta hoon
Bas ke main zindagi se darta hoon
Maut ka kya hai ek baar maaregi
Oh peeche se jab koi aawaz de
Andhere mein jab koi panchi ude
Main darta hoon
Main darta hoon
Paani mein jab roz sooraj bujhe
Darta hoon andhere ki aankh se
Hairaan hoon zindagi se
Kya paata kab kaha se maregi zindagi
Bas ke main zindagi se darta hoon
Bas ke main zindagi se darta hoon
Maut ka kya hai ek baar maaregi

