Meraa Tumhara Sath Toh Sadiyo Ka Sath Hai Lyrics | Ek Paheli | Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur | Usha Khanna

Meraa Tumhara Sath Toh Sadiyo Ka Sath Hai Lyrics | Ek Paheli | Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur | Usha Khanna

Meraa tumhara sath toh sadiyo ka sath hai
Abb tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Meraa tumhara sath toh sadiyo ka sath hai
Abb tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Meraa tumhara sath to

Manjil pe aaya karva
Phir ho gaye araman javan
Manjil pe aaya karva
Phir ho gaye araman javan
Mahasus ye hone laga
Kadmo me hain dono jahan
Jiski talash thee woh mere sath hai
Abb tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Meraa tumhara sath to

Tufan se nikale hain ham
Aaya nahee sahil abhi
Tufan se nikale hain ham
Aaya nahee sahil abhi
Mere tumhare pyar ki ik aur hai manjil abhi
Shayad hamari maut hi hamari hayat hai
Abb tak gale na mil sake
Yeh aur baat hai
Meraa tumhara sath to

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *