Meri Nazar Se Bacha Na Koi Kaise Tu Bach Paega Lyrics | Chori Mera Kaam | Kishore Kumar | Kalyanji Anandji

Meri Nazar Se Bacha Na Koi Kaise Tu Bach Paega Lyrics | Chori Mera Kaam | Kishore Kumar | Kalyanji Anandji

Meri najar se bacha naa koi
Meri najar se bacha naa koi
Kaise tu bach payega
Mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega
Meri najar se bacha naa koi
Meri najar se bacha naa koi
Kaise tu bach payega
Mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega

In haatho mein itni takad hai
In haatho mein jitni takad hai
Ye tu chaahe to sharafat hai
Ye mil jaaye to mohabbat hai
Ye kuchh paaye to kayamat hai
Rakhunga mein masalke usko
Rakhunga mein masalke usko jo mujhpe takarayega
Mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega
Meri najar se bacha naa koi
Meri najar se bacha naa koi
Kaise tu bach payega
Mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega

Khelega kuchh aisa khel khiladi
Khelega kuchh aisa khel khiladi
Haath se haath karega ek shikari
Kisiko mushkil pad jayegi bhaari
Karle marne ki ab wo tayyari
Jaal bichhaya aisa maine
Jaal bichhaya aisa maine
Kaha wo bachke jayega
Mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega
Meri najar se bacha naa koi
Meri najar se bacha naa koi
Kaise tu bach payega
Mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega

Maine usko pahchana
Maine usko pahchana raag uska jaana
Naam hai mera shera us mann ko maine ghera wo mera yaar purana
Wo mera yaar purana daulat ka jo deewana to sabko aaj dikhaau
Varna main qaid jhukaau
Sholo ko main batla du
Sholo ko main batla du dekhoge to dikhla du
Wo koi aur nahi hai
Wo koi aur nahi hai
Wo main hu main hu main hu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *