Main Aur Tu Lyrics | Ahmed Jehanzeb – Laut Aao | Ahmed Jehanzeb

Main Aur Tu Lyrics | Ahmed Jehanzeb – Laut Aao | Ahmed Jehanzeb

Har taraf chhaya ishq ka jaadu
Har taraf chhaya ishq ka jaadu
Main aur main aur tu main aur main aur tu
Main aur tu main aur tu main aur tu main aur tu

Dhadkan mein betaabiya hain jasbon mein tufaan
Milake bhi tanhaayiya hai pyaase hai armaan
Ek madhhoshi abb to hai harsu
Har taraf chhaaya ishq ka jaadu
Main aur main aur tu main aur main aur tu
Main aur tu main aur tu main aur tu main aur tu

Aawaara aawaaragi hai behake hai ehsaas
Deewaani deewaanagi hai khwaahish hai kuchh khaas
Chaahato pe hai abb nahin kaabu
Har taraf chhaya ishq ka jaadu
Main aur main aur tu main aur main aur tu
Main aur tu main main main main main aur tu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *