Jane Jigar Teri Nazar Lyrics | Meena Bazar | Abhijeet, Sujata Goswami | Naresh Sharma

Jane Jigar Teri Nazar Lyrics | Meena Bazar | Abhijeet, Sujata Goswami | Naresh Sharma

Jane jigar teri nazar meri nazar mil jaye agar
Jane jigar teri nazar meri nazar mil jaye agar
Mil to gayi apni nazar ab kya hai dar aa pyar kar
Jane jigar teri nazar meri nazar mil jaye agar

Mausam hai sard mitha sa dard
Dil me mere hone laga dil me mere hone laga
Mera katil hotho ka til hosh me apne khone laga
Hosh me apne khone laga o baat kar tu raat bhar
Udne lagu lag jaye par jane jigar teri nazar
Meri nazar mil jaye agar

Jalte hai lab kya hoga ab iman hatho se jane laga
Iman hatho se jane laga bhar gayi sanse
Khul gayi julfe tufan kaisa ye aane laga
Tufan kaisa ye aane laga kaisi hai ye bechaniya
Hota nahi ab to sabar jane jigar teri nazar
Meri nazar mil jaye agar mil to gayi apni nazar
Ab kya hai dar aa pyar kar jane jigar teri nazar
Meri nazar mil jaye agar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *