Bikharee Huyee Hai Chandanee Usape Shabaab Aap Ka Lyrics | The Hero – Abhimanyu | Udit Narayan | Pawan Goswami

Bikharee Huyee Hai Chandanee Usape Shabaab Aap Ka Lyrics | The Hero – Abhimanyu | Udit Narayan | Pawan Goswami

Bikhri hui hai chandni uspe shabaab aap ka
Bikhri hui hai chandni uspe shabaab aap ka
Chamka ho aks jaise
Chamka ho aks jaise
Jamuna kinaare taaj ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka

Mausam ke aayine me dekho to apna chehra
Mausam ke aayine me dekho to apna chehra
Lagta hai aise jaise ho waqt thehra thehra
Jhatko na julf aise kaandhe pe aasmaan hai
Bindiya hai jaise taara
Chunri yeh raat ma hai
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka

Aankhe hai aapki yeh saawan ki bijliya hai
Aankhe hai aapki yeh saawan ki bijliya hai
Muskaan aapki yeh ya udti titliya hai
Tum hoor ho pari ho ya meri zindagi ho
Mai aur kya kahu bas tum meri bandgi ho
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka

Bikhri hui hai chandni uspe shabaab aapka
Bikhri hui hai chandni uspe shabaab aapka
Chamka ho aks jaise
Chamka ho aks jaise
Jamuna kinare taaj ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka
Kya kehna huzoor aap ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *