Tum Ho Dil Ke Chor Kare Dil Shor, Tumhe Pehchan Liya Lyrics | Al Hilal | Suman Kalyanpur, Manna Dey | Bulo C Rani

Tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya

Ye dard ne deke dard kiya dil sard nigahe ferte hai
Teri chahat ki aada ne luta hum ko raho me gher ke
Lakh bachaya bach nahi paya dil ye hamara tum par aaya
Tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya

O mast nazar jata hai kidar ek tir dil pe mar ke
Badnam na ho badnam na kar ilzam na de bekar ke
Raz hamara tune jana jan na le bedard jamana
Tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya

Sharma ke na ja tadpa ke na ja ikrar to kar le pyar ka
Jab aankh jhuke lab na khule yahi matlab hai ikrar ka
Mithi nigahe dil ki kahani pyar ki hai ye khas nishani
Tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya
Aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *