Mera Sath Chhod Ke Tu Kaha Gaya Lyrics | Krishna Bhakta Sudama | Anuradha Paudwal | Neeta Sen

Mera Sath Chhod Ke Tu Kaha Gaya Lyrics | Krishna Bhakta Sudama | Anuradha Paudwal | Neeta Sen

Mera sath chhod ke tu kaha gaya re
Mera sath chhod ke tu kaha gaya re
Mera hath chhod ke tu kaha gaya re
O mere mitwa o bandhu
Aaja re tere bina sudama tadpe aaja ab to aaja

Mai dhundh chuka van ka kona kona
Hai jane kaha mera shyam slona
Kyu khel raha hai tu aankh micholi
Mujhe tere bina aata pal pal rona pal pal rona
Aaja re knahiya mila ja mere bhaiya
Tere bina sudama tadpe aaja ab to aaja

Mai tere bina ab ghar kaise jaunga
Tujhe chhod akela mai lot na paunga
Ghar gaya to sab puchhenge krishan kaha hai
Tab laz ke mare mai mar mar jaunga mai mar jaunga
Aaja re knahiya mil jaa mere bhaiya
Tere bina sudama tadpe aaja ab to aaja
Mera sath chhod ke tu kaha gaya re
Mera hath chhod ke tu kaha gaya re
O mere mitwa o bandhu
Aaja re tere bina sudama tadpe aaja ab to aaja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *