Sare Chirag Gul Kar Do Lyrics | Mera Naam Johar | Asha Bhosle | Usha Khanna

Sare Chirag Gul Kar Do Lyrics | Mera Naam Johar | Asha Bhosle | Usha Khanna

Sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai
Sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai
Sare chirag gul kar do

Maine aaj ek jalwa lajawab dekha hai
Maine aaj ek jalwa lajawab dekha hai
Pehli bar ankho ne ye shaba dekha hai
Ye raaz ye fasana ye saaz
Ye tarana na jan le zamana
Meri jaan ye raaz ye fasana ye saaz
Ye tarana na jan le zamana meri ja
Sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab
Aaya hai sare chirag gul kar do

Hoshiyar diwano beadab na ho jana
Hoshiyar diwano beadab na ho jana
Husn dekho jaag utha hai tum kahi na so jana
Ye raaz ye fasana ye saaz
Ye tarana na jan le zamana
Meri jaan ye raaz ye fasana ye saaz
Ye tarana na jan le zamana meri ja
Sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab
Aaya hai sare chirag gul kar do
Aftab aaya hai benakab
Aaya hai sare chirag gul kar do

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *