Yeh Zamana Agar Raah Roke Lyrics | Charandas | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Rajesh Roshan

Yeh Zamana Agar Raah Roke Lyrics | Charandas | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Rajesh Roshan

Ye jamana agar rah roke to kya
Hath me hath leke chale jayenge
Mohabbat ke dusman hai jo dekhna
Ek din dil hi dil me wo pachtayenge
Ye jamana agar rah roke to kya
Hath me hath leke chale jayenge

Dil ka chaman lahra raha
Udta dupata ga raha
Hai mohabbat ke dil hai samne
Jhoka pawan ka samjha raha
Dil ka chaman lahra raha
Udta dupata ga raha

Dhadkate hue dil milenge jaha
Waha mele baharo ke lag jayenge
Ye jamana agar rah roke to kya
Hath me hath leke chale jayenge
Chalne lagi purwaiya
Bajne lagi re sahnayiya
Ae gale se gale ab to mile
Mohabbat ki leke angadayiya
Chalne lagi purwaiya
Bajne lagi re sahnayiya

Ye rate jawa ho tamnna hasi
To farishte kadam chumne ayenge
Ye jamana agar roke to kya
Hath me hath leke chale jayenge

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *