Hum Tumhe Pyar Karne Lage Lyrics | M3 – Midsummer Midnight Mumbai | Udit Narayan | Sujeet Chaubey

Hum Tumhe Pyar Karne Lage Lyrics | M3 – Midsummer Midnight Mumbai | Udit Narayan | Sujeet Chaubey

Hum tumhe pyar karne lage
Raat din ab tadapne lage
Hum tumhe pyar karne lage
Raat din ab tadapne lage
Chaa raha hai nasha aa raha hai maza
Chaa raha hai nasha aa raha hai maza
Hum sanam tumpe marne lage
Hum tumhe pyar karne lage
Raat din ab tadapne lage

Ankho me hai madhoshiya jine na de betabiya
Acchi lage na duriya dasne lagi tanhaiya
Chaa raha hai nasha aa raha hai maza
Chaa raha hai nasha aa raha hai maza
Hum sanam tumpe marne lage
Hum tumhe pyar karne lage
Raat din ab tadapne lage

Jabse sanam tumse mile chahat ke kitne gul hai khile
Badne lagi deewangi tum ban gaye ho sanam meri zindagi
Chaa raha hai nasha aa raha hai maza
Chaa raha hai nasha aa raha hai maza
Hum sanam tumpe marne lage
Hum tumhe pyar karne lage
Raat din ab tadapne lage

Hum tumhe pyar karne lage
Raat din ab tadapne lage
Chaa raha hai nasha aa raha hai maza
Chaa raha hai nasha aa raha hai maza
Hum sanam tumpe marne lage

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *