Yeh Khuda Wale Mustafa Wale Lyrics | Mere Daata Gharib Nawaz | Shankar Shambhu, Majid Irfan Qawwal, Qadar Niazi Qawwal, Aziz Shadan, Chand Iqbal | Shankar Shambhu

Yeh Khuda Wale Mustafa Wale Lyrics | Mere Daata Gharib Nawaz | Shankar Shambhu, Majid Irfan Qawwal, Qadar Niazi Qawwal, Aziz Shadan, Chand Iqbal | Shankar Shambhu

Ye khuda wale mustafa wale hai
Ye khuda wale mustafa wale hai

Ye hai bakhtaar kaashi ka karam
Ye shaan hai inki banke himalaye
Rehmat khuda ke fazal se dilli
Yahin se maangne wale murade dil ki paate hai
Sawaali banke jo aate hai jholi bharke jaate hai
Ye khuda wale mustafa wale hai
Ye khuda wale mustafa wale hai
Ye khuda wale mustafa wale hai

Bikhari ko mili shahi nizamuddin ke dar se
Gareebon ne khushi pai nizamuddin ke dar se
Nazar aa jata hai jisko nizamuddin ka jalwa
Nazar aa jata hai jisko nizamuddin ka jalwa
Vo fazal-e-haq vo ban jata hai
Foran hi khuda wala
Ye khuda wale mustafa wale hai
Ye khuda wale mustafa wale hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *