Baar Baar Mere Pyar Se Lyrics | Aurat Teri Yehi Kahani | Alka Yagnik | Anand Milind

Baar baar mere pyar se kheki jag ne aankh micholi

Nagri nagri bhatki lekar apni khali jholi
Na tera ye ambaar kanpa na teri dharti doli

Shiv shankar kailash niwasi aaj pukare teri dasi
Chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga

Luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga

Ab dharti par aana hoga
Aana hoga aana hoga

Tu papi ka nash kare our bhktan ki bhi pir hare

Fir kyo is abla ki raksha ko tu itni der kare
Apni shakti bal se bhole apni shakti bal se bhole
Chamtkar dikhlana hoga
Luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga
Chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga
Ab dharti par aana hoga
Aana hoga aana hoga

Naag hai tere gale ki mala fir kyo bane vo dushman mera

Mrityu ko jivan me badle bhagwan ek ishare tera
Nahi to mere pritam ke sang
Nahi to mere pritam ke sang mujhko bhi le jana hoga
Luta hua meri mang ka ye sindur tujhe lautana hoga
Chhod ke tujhko apna singhasan ab dharti par aana hoga
Ab dharti par aana hoga aana hoga aana hoga
Ab dharti par aana hoga chamtkar dikhlana hoga
Ab dharti par aana hoga

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *