Karu Prarthana Maangu Mannat Yahi Araj Savikaar Karo Lyrics | Chitkabrey – Shades Of Grey | Pamela Jain | Akshay Bafila

Karu Prarthana Maangu Mannat Yahi Araj Savikaar Karo Lyrics | Chitkabrey – Shades Of Grey | Pamela Jain | Akshay Bafila

Karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo
Karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo
Shaktipunj sa dil me jal kar
Shaktipunj sa dil me jal kar
Man me tum viswas bharo
Karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo

Satya path se mat vichalit karna
Kasht jo chahe jayada ho
Satya path se mat vichalit karna
Kasht jo chahe jayada ho
Asman se lakshay do uncha
Uncha adhik irada do
Maan na khone paye malik
Par sara abhiman haro
Maan na khone paye malik
Par sara abhiman haro
Karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo

Bahgya se dena ya mat dena
Karm se daman dhar dena
Bahgya se dena ya mat dena
Karm se daman dhar dena
Bal buthi vidya dena hamko
Daya bhi do mat dar dena
Kam krodh mad moh chudakar
Prem sudha sanchar karo
Kam krodh mad moh chudakar
Prem sudha sanchar karo
Karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo
Karu prarthana mangu mannat yahi araj savikar karo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *