Nadiya Ke Pani Jaisa Jeewan, Sadiyo Se Behta Jaaye Lyrics | Daal Mein Kuch Kaala Hai | Arun Daga | Aabfm

Nadiya Ke Pani Jaisa Jeewan, Sadiyo Se Behta Jaaye Lyrics | Daal Mein Kuch Kaala Hai | Arun Daga | Aabfm

Nadiya ke pani jaisa jeewan
Sadiyo se bahata jaye re
Hey nadiya ke pani jaisa jeewan
Sadiyo se bahata jaye re
Dekho to lage hai ye darpan
Man kaisa dokha khaye re
Ek pal me dard jage hai
Ek pal me chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Ek pal me dard jage hai
Ek pal me chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeewan
Sadiyo se bahata jaye re

Insan to anjaan hai
Kya hoga agale pal yahan
Insan to anjaan hai
Kya hoga agale pal yahan
Kislo khabar kisko fikar
Ham hoge agale pal kaha
Jeewan ko jisse jo hai kahna
Jeewan wo kahta jaye re
Dekho to lage hai ye darpan
Man kaisa dokha khaye re
Ek pal me dard jage hai
Ek pal me chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Ek pal me dard jage hai
Ek pal me chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeewan
Sadiyo se bahata jaye re

So rang hai so rup hai
Ek pal ke mosam me yahan
Ho so rang hai so rup hai
Ek pal ke mosam me yahan
Ye jindagi to hai khushi bachke
Jaoge tum kaha
Jeewan to bas uska hai jeewan
Gam me jo hasta jaye re
Dekho to lage hai ye darpan
Man kaisa dokha khaye re
Ek pal me dard jage hai
Ek pal me chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Ek pal me dard jage hai
Ek pal me chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeewan
Sadiyo se bahata jaye re
Dekho to lage hai ye darpan
Man kaisa dokha khaye re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *