Idhar Gaya Ya Udhar Gaya Lyrics | Desh Drohi | Asha Bhosle | Kalyanji Anandji

Idhar Gaya Ya Udhar Gaya Lyrics | Desh Drohi | Asha Bhosle | Kalyanji Anandji

Idhar gaya ya udhar gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Dil mera jane kidhar gaya
Lakh sambhala dil matwala phir bhi machal gaya
Dekh ke tujhko yaar mera dil hath se nikal gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Dil mera jane kidhar gaya

Sun le sitamgar mere tumse hai ye intza
Dil jab liya hai mera dil apna deke bhi ja
Sun le sitamgar mere tumse hai ye intza
Dil jab liya hai mera dil apna deke bhi ja
Dekh to le bas ek nazar aisa bhi chhalka na kar
Idhar gaya ya udhar gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Dil mera jane kidhar gaya

Dil jo dhadkata nahi wo dil bhi kis kam ka
Jisme nahi pyar ho dil to hai bas naam ka
Dil jo dhadkata nahi wo dil bhi kis kam ka
Jisme nahi pyar ho dil to hai bas naam ka
Pyar nahi to duniya me jine me kya hai maza
Idhar gaya ya udhar gaya
Idhar gaya ya udhar gaya
Dil mera jane kidhar gaya
Lakh sambhala dil matwala phir bhi machal gaya
Dekh ke tujhko yaar mera dil hath se nikal gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *