Rota Hai Fariyaad Karta Lyrics | Aurat Aurat Aurat | Sadhana Sargam

Rota Hai Fariyaad Karta Lyrics | Aurat Aurat Aurat | Sadhana Sargam

Ro ro ke din raat tu kiska naam leta hai
Tu duaaye deta hai ya badduaaye deta hai
Rota hai fariyad karta hai rota hai fariyad karta hai
Bol tu kisko yaad karta hai
Rota hai fariyad karta hai
Bol tu kisko yaad karta hai
Rota hai fariyad karta hai

Lagta hai kisi jalim ne tere dil ko toda hai
Lagta hai kisi jalim ne tere dil ko toda hai
Uska naam bata jisne tujhe sadak pe choda hai
Uska naam bata koun hai vo shaitan
Jo aise logo ko barbad karta hai
Rota hai fariyad karta hai rota hai fariyad karta hai

Neend churakar auro ki papi chain se sote hai
Neend churakar auro ki papi chain se sote hai
Kuch logo ke sine me dil nahi patthar hote hai
Tadap tadap ke mar jaye panchi raham kaha jallad karta hai
Rota hai fariyad karta hai
Bol tu kisko yaad karta hai
Rota hai fariyad karta hai
Rota hai fariyad karta hai
Rota hai fariyad karta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *