Tum Par Chodi Jeevan Ki Naiyya Lyrics | Meera Ke Girdhar | Kumar Sanu | Kanak Raj

Tum Par Chodi Jeevan Ki Naiyya Lyrics | Meera Ke Girdhar | Kumar Sanu | Kanak Raj

Krishan tumhi ho tum hi kanhaiya
Tum par chodi jivan naiya
Krishan tumhi ho tum hi kanhaiya
Tum par chodi jivan naiya
Bich bhavar me chahe dubo do
Chahe paar laga do
Krishan tumhi ho tum hi kanhaiya
Tum par chodi jivan naiya

Aankh ye meri jab se khuli hai
Chav kahi na mujhko mili hai
Aankh ye meri jab se khuli hai
Chav kahi na mujhko mili hai
Lamba safar hai dhup kadi hai
Aas tumhare dar se lagi hai
Tum chaho to kanto me bhi
Tum chaho to kanto me bhi
Pal me phul khila do
Krishan tumhi ho tum hi kanhaiya
Tum par chodi jivan naiya

Aur nahi hai apna thikana
Tum sab jano kya hai batana
Aur nahi hai apna thikana
Tum sab jano kya hai batana
Raat badi hai gam ki ghadi hai
Kaisi vipda mujhpe padi hai
Kaisi vipda mujhpe padi hai
Chhod ke tumko jau kaha mai
Chhod ke tumko jau kaha mai
Mujhko ye to bata do
Krishan tumhi ho tum hi kanhaiya
Tum par chodi jivan naiya
Krishan tumhi ho tum hi kanhaiya
Tum par chodi jivan naiya
Bich bhavar me chahe dubo do
Chahe paar laga do
Krishan tumhi ho tum hi kanhaiya
Tum par chodi jivan naiya
Tum hi kanhaiya tum hi kanhaiya tum hi kanhaiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *