Pee Ke Aur Pyas Badhi, Sare Tan Me Aag Lagi Lyrics | Ek Phool Ek Bhool | Asha Bhosle | Usha Khanna

Pee Ke Aur Pyas Badhi, Sare Tan Me Aag Lagi Lyrics | Ek Phool Ek Bhool | Asha Bhosle | Usha Khanna

Pee ke aur pyas badhi sare tan me aag lagi haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao

Ek to nashe me chur hota hai shabab
Uspe hai gajab tumhari aankho ki sharab
Ek to nashe me chur hota hai shabab
Uspe hai gajab tumhari aankho ki sharab
Hone lagi dil ki tamnnaye benakab mitha mitha dard utha haye
Tikha tikha teer chubha haye aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao

Dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo
Mere samne se ab ye jam uthalo
Dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo
Mere samne se ab ye jam uthalo
Thodi der ke liye baho me chupalo pike or pyas badhi haye
Sare tan me aag lagi haye aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao

Dard ki awaz dabayi na jayegi
Dil ki jalan aise mitayi na jayegi
Aag se to aag buhjayi na jayegi
Mitha mitha dard utha haye
Tikha tikha teer chubha haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *