Ye Mara Wo Mara Lyrics | Hill Station | Geeta Dutt | Hemant Kumar

Ye maara wo maara
Ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara
Haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
Ye maara

Teri jindagi mein aise mauke suhane naa aayenge

Tere yahi patte tera bigda mukaddar banayenge
Yahi chamkega teri nasib ka taara
Haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
Ye maara
Ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara
Haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
Ye maara

Dekh wo matwala aajse apna daman bachayega

To ye nain bholebhale kabhi kismat pe dhoka khayega
Rona hasna to jeevan ka khel hai saara
Haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
Ye maara
Ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara
Haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
Ye maara wo maara koi jeeta aur koi haara
Haar jeet ka khel ye dekho kitna hai pyara
Ye maara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *