Jane Kya Hal Ho Kal Shishe Ka Paimane Ka Lyrics | Maa Ka Anchal | Asha Bhosle | Madan Mohan

Jane Kya Hal Ho Kal Shishe Ka Paimane Ka Lyrics | Maa Ka Anchal | Asha Bhosle | Madan Mohan

Jane kya hal ho kal shishe ka paimane ka
Jane kya hal ho kal shishe ka paimane ka
Aaj dar chhod chala hai koi maikhane ka
Jane kya hal ho

Hath tharrane lage
Jam gira tut gaya
Hath tharrane lage
Jam gira tut gaya
Ye koi waqt na tha aap ke yad aane ka
Ye koi waqt na tha aap ke yad aane ka
Jane kya hal ho

Bevafai ka gila sun ke hansi aati hai
Bevafai ka gila sun ke hansi aati hai
Dhundhiye aur bahana koi tadapane ka
Dhundhiye aur bahana koi tadapane ka
Jane kya hal ho kal shishe ka paimane ka
Aaj dar chhod chala hai koi maikhane ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *