Dharti Se Gagan Tak Dhundundu Re, Mere Piya Gaye Toh Kaha Gaye Lyrics | Naag Panchami | Asha Bhosle | Chitragupt

Dharti Se Gagan Tak Dhundundu Re, Mere Piya Gaye Toh Kaha Gaye Lyrics | Naag Panchami | Asha Bhosle | Chitragupt

Ho daso disao mujhse na chupao suno devtao mujhe batao
Mere piya gaye to kaha gaye dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye mai ro ro unhe pukaru
Mujhe rula gaye to kaha gaye dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye

O chand sitaro tum bolo o chand sitaro tum bolo
O megh bayaro tum bolo o chand sitaro tum bolo
O megh bayaro tum bolo aasha ka diya jalakar
Phir bujha gaye to kaha gaye dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye

Mai dulhan bani piya ki thi mai dulhan bani piya ki thi
Abhi rat milan ki baki thi sir phir sindur lagakar mita gaye
To wo kaha gaye dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye

Ho janam maran dene wale o janam maran dene wale
Mauto se man bahlale o jana maran dene wale
Mauto se man bahlale par itna jo jite the
Ghar mujha gaye to kaha gaye dharti se gagan tak dhundu re
Mere piya gaye to kaha gaye mere piya gaye to kaha gaye
Mere piya gaye to kaha gaye kaha gaye kaha gaye kaha gaye
Kaha gaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *